Mumbai Till I die is not just an album, it is a feeling. It is a lyrical insight into the minds of Mumbai's Finest and the love that they have for thier city. It is the pride that every Mumbaikar holds in his heart for Mumbai. The lyrics are aw, Intricate, Blunt and Cut throat. The Production on the album includes some Trap, Boom Bap , Old School and the Golden Era Hip Hop Vibes. This album has no features and makes a clear statement about why Mumbai's Finest is Truly, Mumbai's Finest.
Wo roke hum rukey na (haa ) , rukey na (kyaa)
rukey na (haa ) , rukey na
Wo toke hum dare na (haa ) ,dare na (kyaa)
dare na (haa ) , dare na
Wo roke hum jhukey na (haa ) , jhukey na (kyaa)
jhukey na (haa ) , rukey na
Wo toke hum suney na (haa ) , suney na (kyaa)
suney (haa ) , suney na
ab na waqt hai sun ney kaa, samay aaya hai karne ka
ab na waqt hai jhuknekaa kaa, samay aaya hai chadne ka
ab na wagt hai darne kaa, samay aaya hai ladne kaa
ab na waqt hai rukne kaa, samay aaya hai badne ka
Verse 1 - Shinobi aka Ninja
Likhu shabdo ko teekhe , karu baatein anokhi
zindagi hai ek, toh use deta mein chunauti
na rukne ka waqt, chote bas kar
khada hua yaha datkar, Koshishey bekkar ab ha hadkar
fass kar is desh me na badi koi haq par
fatt ke aayegi teri haat na le takkar
Hum hai naa aise waise jo rahenge dab kar
Hum hai na aise waise jo khade hai padh par
Verse 2 - Kinga Rhymes
Kabhi na Rukna , Bas Badte Jaao Mere Yaaro
Kabhi Na Jhukna, Mushkile Aayegi Hazaaron,
Duniya Tokegi par tum apne Sapne Paao
Namal Lagate jo ghaav par unhe Vatao
Junoon Pagal jo Kuch Bhi Karle Haasil Vo
Vo Khoon Pasine Se khud ko Karte Kabil Jo
Bolo Kuch bhi mere log nahi thamein
Hum Hai vo Jo Poori Qayenat Se laadey
Hook - Kinga Rhymes and Ace aka Mumbai
Wo roke hum rukey na (haa ) , rukey na (kyaa)
rukey na (haa ) , rukey na
Wo toke hum dare na (haa ) ,dare na (kyaa)
dare na (haa ) , dare na
Wo roke hum jhukey na (haa ) , jhukey na (kyaa)
jhukey na (haa ) , rukey na
Wo toke hum suney na (haa ) , suney na (kyaa)
suney (haa ) , suney na
ab na waqt hai sun ney kaa, samay aaya hai karne ka
ab na waqt hai jhuknekaa kaa, samay aaya hai chadne ka
ab na wagt hai darne kaa, samay aaya hai ladne kaa
ab na waqt hai rukne kaa, samay aaya hai badne ka
Verse 3 - Ace aka Mumbai
mehengaai ne hai maara , par udhaari ne sambhala
tu bechara na bachara bas chuka raha jo kamara
bas uda ra, na jama raha , jo bhi aara vo gavara,
tu aawara, be sahara, bas lutara , faste jaara
sarkaar ka yeh jaal, inko chahiye haa maal
yaha behraa hai kaanoon aur andha hai insaaf
ab to jaan inki chaal, aur badal apna haal
ab junoon ko jaqa , aaj tu karke dikha !!!
Hook - Kinga Rhymes and Ace aka Mumbai
Wo roke hum rukey na (haa ) , rukey na (kyaa)
rukey na (haa ) , rukey na
Wo toke hum dare na (haa ) ,dare na (kyaa)
dare na (haa ) , dare na
Wo roke hum jhukey na (haa ) , jhukey na (kyaa)
jhukey na (haa ) , rukey na
Wo toke hum suney na (haa ) , suney na (kyaa)
suney (haa ) , suney na
ab na waqt hai sun ney kaa, samay aaya hai karne ka
ab na waqt hai jhuknekaa kaa, samay aaya hai chadne ka
ab na wagt hai darne kaa, samay aaya hai ladne kaa
ab na waqt hai rukne kaa, samay aaya hai badne ka
UK label Def Pressé taps legendary New York hip-hop producer Blockhead for the fifth installment of their KPM Crate Diggers series. Bandcamp New & Notable May 5, 2024